~Siya Ram Sarvada Jaya~

~Patit Paawan Siya Ram Sarvada Jaya~

Jeevan me Paap ka bad sirf Pachtawa hi reh jata hei kyoki hum samay me wapas jakar us galti ko sudharkar hamari wajah se samne wale ko hone wale dukh or nuksaan se bacha nahi sakte.

"Paap karma k is nishan ko sare jeevan bhar nahi mitaya ja sakta"

Aaj Mujh sa Abhaga or kaha...Jo apne bhagya me likhit ese hi Paap k nishan ko lekar chal raha hei and "Seeking Punishment not Forgiveness."

Mein Janta hu ki main Chahkar bhi Tan, Mann, Karma or Vani se Pavitra nahi ho sakta, par Shayad Punishment will help me more compare to Forgiveness.

Kyo nahi mein Paida Hote hi apke raste par aaya, Kyo nahi aapne mujhe pehle rasta dikhlaya..Kyo ??

Prabhu aap to Paawan ho, aap jab Ahilya ka uddhar kar sakte ho to mujhpar bhi kripa karo.

--

Ankul

~Siya Ram Sarvada Jaya~

You need to be a member of ISKCON Desire Tree | IDT to add comments!

Join ISKCON Desire Tree | IDT

Email me when people reply –