hum bhotik jagat main bhagwan ke ek vastu ke mul rup me darshan sakte hain.e.g. fragrance of a flower........... lekin adhatmik jagat me hum bhagwan ke darshan kaise kar sakte hain????????????????????????????????????????????????//
You need to be a member of ISKCON Desire Tree | IDT to add comments!
Aap Sri Brhanama Samahita padiye. Usme sabkuch vistaara me diya gaya hay ke Bhagavan Sri Krishna Goloka Vrindavan may Kaise hay aur kaya kaya karte hay. vahaan par kay hay aur kaisa hay eiska andaza hum lagaasakte hai isko padkar. Magar joobe hum andaza lagathe hai ooh sab humare bhotik jagat ke mite me hee laga sakthe hay.
Isley, Krishan ne use ke mularup me Archa vigraha ke roop me prakat huvehay. MAndir me jo vigraha ke dharshan karthe hai or swayam Krishna may KOI ANTAR NAHEE HAY. Ooh swayam bhagavan he hay. Agar aap is nazar se rooz dharshan karenge, too saheemai Bhagavan dhikenge.
Replies

Hare Krishna