Song Name: Maine Ratana Lagai Radha Nama
Ki
(refrain)
maine raṭana lagāī rādhā nāmakī
(1)
merī palakoń meń rādhā, merī alakoń meń rādhā
maine māńga bharāī rādhā nāmakī
(2)
mere nainoń meń rādhā, mere bainoń meń rādhā
maine bainī guṭhāī rādhā nāmakī
(3)
merī dularī meń rādhā, merī cunarī meń rādhā
maine nathanī sajāī rādhā nāmakī
(4)
mere calane meń rādhā, mere halane meń rādhā
kāṭī kińkinī bajāī rādhā nāmakī
(5)
mere dāye bāye rādhā, mere āge pīche rādhā
roma roma rasa chāī rādhā nāmakī
(6)
mere ańga ańga rādhā, mere sańga sańga rādhā
gopāl baṁsī bajāī rādhā nāmakī
(refrain)
maine raṭana lagāī rādhā nāmakī
(1)
merī palakoń meń rādhā, merī alakoń meń rādhā
maine māńga bharāī rādhā nāmakī
(2)
mere nainoń meń rādhā, mere bainoń meń rādhā
maine bainī guṭhāī rādhā nāmakī
(3)
merī dularī meń rādhā, merī cunarī meń rādhā
maine nathanī sajāī rādhā nāmakī
(4)
mere calane meń rādhā, mere halane meń rādhā
kāṭī kińkinī bajāī rādhā nāmakī
(5)
mere dāye bāye rādhā, mere āge pīche rādhā
roma roma rasa chāī rādhā nāmakī
(6)
mere ańga ańga rādhā, mere sańga sańga rādhā
gopāl baṁsī bajāī rādhā nāmakī
TRANSLATION
Refrain: I am ever engaged in repeating the sweet name of Radha.
1) Radha is there in the blinking of my eyes. Radha is there in the curls of my hair. I have filled up the
very part of my hair. Oh! With the sweet name of Radha.
2) Radha is there within my vision. Radha is there within my speech. I interweave my every word. Oh!
With the sweet name of Radha.
3) Radha is there in my necklace. Radha is there in my sari. I have adorned my nose ring. Oh! With
the sweet name of Radha.
4) Radha is there in my walking. Radha is there in my gestures. My sash of waist-bells resounds. Oh!
With the sweet name of Radha.
5) Radha is there on my right and on my left. Radha is there in front of me and behind. My every
fiber reflects the rasa flowing. Oh! With the sweet name of Radha.
6) Radha is there on my each and every limb. Radha is there accompanying me always. Lord Gopala
plays His flute which calls out. Oh! With the sweet name of Radha.
Go Back To More Bhajans By Other Acharyas OR All Vaishnava Acharyas.